Skip to main content

Posts

Tu Mujhe Soch Kabhi Lyrics from Zindagi Tere Naam

Song: Tu Mujhe Soch Kabhi Movie: Zindagi Tere Naam Singer(s): KK Music By: Sajid-Wajid Lyricist(s): Jalees Sherwani Tu Mujhe Soch Kabhi Lyrics from Zindagi Tere Naam  Tu mujhe soch kabhi yahi chaahat hai meri  Main tujhe jaan kahu yahi hasrat hai meri  Main tere pyaar ka armaan liye baitha hoon  Tu kisi aur ko chaahe, kabhi khuda na kare - (2)  Meri mehrum mohabbat ka sahaara tu hai - (2)  Main jo jita hoon toh jine ka ishaara tu hai  Apane dil pe tera ehasa liye baitha hoon  Main tere pyaar ka armaan liye baitha hoon  Tu kisi aur ko chaahe, kabhi khuda na kare - (2)  Say u love me baby  I been waiting for you  Hey ya o ya say u love me baby  Pyaaar mein shart koyi ho toh bata de mujhko - (2)  Gar khata mujhase huyi ho toh bata de mujhko  Jaa hatheli pe meri jaan liye baitha hoon  Main tere pyaar ka armaan liye baitha hoon  Tu kisi aur ko chaahe, kabhi khuda na kare - (2)
Recent posts

Mile Sur Mera Tumharaa Lyrics from Individual Songs

Song: Mile Sur Mera Tumharaa Movie: Individual Songs Singer(s): Pandit Bhimsen Joshi Music By: Prathap K. Pothan, Dambar Bahadur Budaprithi Lyricist(s): Piyush Pandey Mile Sur Mera Tumharaa Lyrics from Individual Songs  Mile sur mera tumharaa to sur bane hamaraa  Sur ki nadhiyaan  Har disha se behke saagar mein mile  Baadalon ka rup lekar bharse halke halke  Mile sur mera tumharaa to sur bane hamaara  Mile sur mera tumhara  Chain taraj tahin nyay taraj  Ek but baniye saayen taraj  Tera sur mile mere sur de naal  Milke bane ek nava surtaal  Mile sur mera tumharaa  To sur bane hamaara  Mohnja sur tohi desa pyara mile  Jadein geet ashaanjo madhoor tarano bane tadein  Sur ka dariya bahte saagar me mile  Badlaan da roop leke barasien haule haule  Isaindhal namm iruvarin suramum namadhakum  Dhisai veru aanalum  Aazi ser aarugal mugilai mazaiyai pozivadu pol isai  Namm isssai  Nanna dhwanige ninna dhwaniya  Seridante namma dhwaniya  Naa swaramu ni swaramu

Dil Mera Churaya Kyun Jab Yeh Dil Todna Hee Tha Lyrics from Akele Hum Akele Tum

Song: Dil Mera Churaya Kyun Jab Yeh Dil Todna Hee Tha Movie: Akele Hum Akele Tum Singer(s): Kumar Sanu, Anu Malik Music By: Anu Malik Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri Dil Mera Churaya Kyun Jab Yeh Dil Todna Hee Tha Lyrics from Akele Hum Akele Tum  Why did you break my heart, why did we fall in love  Why did you go away, away, away, away.........  (Dil mera churaya kyun jab yeh dil todna hee tha  Hamse dil lagaya kyun hamse munh modna hee tha) - (2)  Why did you break my heart, why did we fall in love  Why did you go away, away, away, away.........  Ho, dil ko dhadakna tune sikhaya, dil ko tadapna tune sikhaya  Ankho me ansu chhupe the kahee inko chhalakna tune sikhaya  Sine me basaya kyun dil se jab khelna hee tha  Hamse dil lagaya kyun hamse munh modna hee tha  Dil mera churaya kyun  Why did you break my heart, why did we fall in love  Why did you go away, away, away, away.........  Ho, milti thi najre jab bhi najar se, uthte the shole jaise jigar se  Sanso

Yeh Jo Mohabbat Hai Yeh Unaka Hain Kam Lyrics from Kati Patang

Song: Yeh Jo Mohabbat Hai Yeh Unaka Hain Kam Movie: Kati Patang Singer(s): Kishore Kumar Music By: R D Burman Lyricist(s): Anand Bakshi Yeh Jo Mohabbat Hai Yeh Unaka Hain Kam Lyrics from Kati Patang  Yeh jo mohabbat hai yeh unaka hain kam  Mehbub kaa jo bas lete huye nam  Mar jaye mit jaye ho jaye badanam  Rehane do chhodo bhee jane do yar, ham naa karenge pyar.....  Tute agar sagar naya sagar koyee le le  Mere khuda dil se koyee kisee ke na khele  Dil tut jaye toh kya ho anjam.........  Aankhe kisee se naa ulaj jaye mai darata hu  Yaro hasino kee galee se mai gujarata hu  Bas dur hee se kar ke salam......

Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics from Shor

Song: Ek Pyar Ka Nagma Hai Movie: Shor Singer(s): Lata Mangeshkar, Mukesh Ek Pyar Ka Nagma Hai Lyrics from Shor  --female--  Mm mm mm, mm mm mm mm  Mm mm mm mm mm mm, mm mm mm mm, mm mm mm mm  Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai - 2  Zindagi aur kuch bhi nahin  Teri meri kahaani hai  Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai  Zindagi aur kuch bhi nahin  Teri meri kahaani hai  Ek pyar ka nagma hai  La la la la la la, la la la la la la  Kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai  Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai  Do pal ke jeevan se ek umr churaani hai  --male--  Zindagi aur kuch bhi nahin  Teri meri kahaani hai  --both--  Ek pyar ka nagma hai  --male--  Tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinaara hoon  --female--  Tu mera sahaara hai, main tera sahaara hoon  Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai  Zindagi aur kuch bhi nahin  Teri meri kahaani hai  --both--  Ek pyar ka nagma hai  --male--  Toofaan to aana hai, aakar ch

Aaoge Jab Tum O Saajana Lyrics from Jab We Met

Song: Aaoge Jab Tum O Saajana Movie: Jab We Met Singer(s): Ustad Rashid Khan Music By: Pritam Chakraborty, Sandesh Shandilya Aaoge Jab Tum O Saajana Lyrics from Jab We Met  Aaoge jab tum o saajana - 2  Angana phool khilenge  Barsega saawan, barsega saawan jhoom jhoomke  Do dil aise milenge  Aaoge jab tum o saajana, angana phool khilenge  Naina tere kajraare hai, naino pe hum dil haare hai  Anjaane hi tere naino ne waade kiye kayi saare hai  Saanson ki lay madham chalein, tose gaye  (Barasega saawan - 2) jhoom jhoomke, do dil aise milenge  Aaoge jab tum ho saajana, angana phool khilenge  Chanda ko taaku raaton mein, hai zindagi tere haanthon mein  Palkon pe jhilmil taarein hain, aana bhari barsaaton mein  Sapnon ka jahaan, hoga kela kela  (Barasega saawan - 2) jhoom jhoomke, do dil aise milenge  (Sargam)  Angana phool khilenge - 2 (sargam)

Do Dill Mile Rahe Hain Lyrics from Pardes

Song: Do Dill Mile Rahe Hain Movie: Pardes Singer(s): Kumar Sanu Music By: Nadeem-Shravan Lyricist(s): Anand Bakshi Do Dill Mile Rahe Hain Lyrics from Pardes  Gupchup gupchup chup chup oo - (4)  Do dill mile rahe hain, magar chupke chupke - (2)  Sabko ho rahee hai, han sabko ho rahee hai  Khabar chupke chupke  Do dil mile rahe hain, magar chupke chupke  Saanson me badee bekaraaree, aankhon me kayee raat jage  Kahee kabhee lag jaaye dil toh, kahee phir dil naa lage  Apane dil me jara thaam lu, jaadu kaa mai ise naam du  Jaadu kar raha, jaadu kar raha hai asar chupke chupke  Do dil mile rahe hain, magar chupke chupke  Aise bhole bankar hai baithe, jaise koyee baat nahee  Sab kuchh najar aa raha hai, din hai yeh raat nahee  Kya hai kuchh bhee nahee hai agar, honthon pe hai khamoshee magar  Baaten kar rahee hain -2 ajar chupke chupke  Do dil mile rahe hain, magar chupke chupke  Kahee aag lagane se pehle, uthata hai aisa dhua  Jaisa hai idhar kaa najaara, vai